Saturday, February 15, 2014

Yeh subh e Madina yeh sham e Madina

Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qiyam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina


Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Mubarak tujhay ho aye arz-e-madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Teray paas jab sayyed-e-do jahan hai
Na kiyon rashk-e-akhlaq ho phir madina

Madina, madina, madina, madina

Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Teray sabz gumbad pai alam fida hai
Falk jaisai choomai zameen-e- madina

Tera zarra zarra nishaan-e- nabi hai
Fida tujh pai may khak-e-shaher-e-madina

Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Ahad kai yeh daman main khoon-e-shaheedaan
Sabaq dai raha hai wafa-e- madina 

Nishani hai islam ki azmaton ki 
Sahaba kai qadmon sai khak-e-madina

Wafa dariyon par sahaba ke akhtar 
Hai taareekh roshan yeh shaher-e madina

Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay ho arze-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina



















No comments:

Post a Comment